Hello! Main hun "Thee Loin King.....Ajit"
AJIT : Raabert, isko
Great Wall of China le jaakar phansi mein laga do,great 'wall
hanging' ban jayegi
AJIT : Robert is ko microprocessor may daal do !
Bit by bit mar jaayga gaa saala!
AJIT : Robert is ko liquid oxygen may daal do !
Liquid issay jeenay nahi day gaa, oxygen issay marnay nahi day
gaa!
AJIT : Robert, Dayna (Diana) ko thoda khatta khila do, yeh dayna
se daynasour bhi ho jayegi, phir extinct bhi...
AJIT : Robert, isey thodi shampane pila do, paheley shame sey,
phir pane sey mar jayegaa...
AJIT : Robert, isey peekak paisan pila do, yeh more sey no-more
ho jayegaa...
AJIT : Mona daarrling, tum Toni ke saath ghuumna band kar do,
nahin to bahut MonaToni ho jayegee...
AJIT : "Robert, Harshad Mehta the Bull ka stool test
karaao"
"Kyon boss?"
"Pata to chale akhir ye Bullshit kya hota hai"
AJIT : Maikal, ise liquid helium mein daal ke 440 V pass kar do.
Phir yeh superconductor ban jaayega, aur zindagi bhar ticket
kaat-ta reh jaayega.
Maikal : Baaas, yeh aadmi to kuch bol hi nahin raha hai. Kya
karen ?
Ajit : Ise revaalving chair mein daal do.
Pata chal jaayega chakkar kya hai.
Robert : Boss , Sona kahan hai ? ( Where is the Gold ? )
AJIT : Kahin par bhi so jao Robert !!
" Scene - Robert gets a sidey to Ajit. "
Rober : Boss, humne
sidey ko pakad liya
AJIT : Ise maar ke pulees station ke saamne rakh do. Aur iske
badan par ek sui chubha do.
Robert : Par sui kyon, baass!
AJIT : Bewakoof! Pulees yeh samjhegi ki sui-cide hua hai!
Robert : Boss, mere teen bacche hue. Unko kya naam doon?
AJIT : Ek ka naam rakhna Peter, doosre ka Maikal,
aur teesre ka Cha Ling Chu.
Robert : Par Cha Ling Chu kyoon?
AJIT : Bewakoof, duniya ka har teesra bacchaa Chinese hota hai!
" Scene - Ajit thoroughly disgusted with Mona daaa..arrling's typing. "
AJIT : Raaberrt, Mona
ke dono hathon ko kaat do.
Robert : Magar kyoon baas ?
AJIT : Typing to nahi atee, kamsekam shaarthand to seekh legi.
AJIT : Robert, in kutton ke saamne yeh Compooter laga do aur
debugger istarrt kar do.
Robert : Lekin kyoon, baas?
AJIT : Saale Checkpoint mein atak jayenge.
AJIT : Robert, Test Match mein kyaa ho raha hai ?
Robert : Boss, Vivian Richards chhakke pe chhakke maar raha hai.
AJIT : Saaleh ko sabak sikhana padega.
Lunch break mein usse phone milana.
Robert : Yes Boss.
AJIT : (on phone, to Richards): Veeveeyun Reechards,
tumhari Maa hamare kabze mein hai .......
(Scene - Giving a decision as to how the hero should be killed.)
AJIT : Peter, time
bomb le aao aur is kutte ko usse bandh do.
Timer ko theek das baje set kar do.
Nahin nahin, yeh saala to sub cheez hamesha late karta hai.
Iski maut bhi late honi chahiye. Timer ko panch minute late rakh
do.
Arre, Robert, Raabert, bevkoof, silly fellow, time bomb ko yahan
peh
mat rakho, yeh to 'no-smoking' area hai. Ha haa ha.
Time bomb 'tic tic tic tic' karke bajega.
Aur iska dil 'tup tup tup' karke dhadkega.
Tum agar paas me khade hoge to tumko 'tic tup tic tup tic tup'
suanaai dega ..."
(Scene - Ajit ordering his chela to kill the enemy.)
AJIT : "Robert,
Ise varnish mein daal do,
saala mar bhi jaayega aur finish bhi ho jaayega.
Bob : Boss, mission par kaise jaaoon, mujhe headek ho raha hai.
AJIT : Abe head ek ho ya do, kaam to karna hi padegak.!
(Scene - Ajit ordering his chela to kill the enemy.)
AJIT : "Robert,
Isss Haramzaade ko social security pe daal do.
Saale ko Society jeene nahin degi aur security marne nahin degi.
A hole and water starts coming inside. Robert is perplexed !)
Robert : Boss ab kya hoga ??
AJIT : Robert Ek aur hole bana do, aur ek hole me IN
aur doosre me OUT likh do. Ek hole se paani ander aayega
aur doosre se bahar chala jayega !!
(Scene - Ajit get's hold of his favourite hero & then directs his chela.)
AJIT : Maikal, Is
saale ke ek haath mein laal aur doosre haath mein hara rang laga
do.
Maikal : Lekin kyon baas?
AJIT : Bewakoof, itnaa bhi nahin jaanta? Jab pulice yehaan aayegi
to ise range haathon pakad legi. he he he....